// // Leave a Comment

GHALIB vs IQBAL vs FARAZ vs WASI vs AYYAZ

Today is world poetry day....and every one knows i have deep interest
in poetry...just read the below combination.....best of urdu/hindi
poets....



Ghalib:

Ghalib Sharab Peene De Masjid Mein Beth Ker,

Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi.


Iqbal:

Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi,

Kafir K Dil Mein Ja Wahan Khuda Nahi.


Faraz:

Kafir K Dil Se Ayah On Ye Dekh Ker Faraz,

Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi……


Wasi:

Khuda To Mojood Dunia Mein Her Jaga Hai,

Tu Jannat Mein Ja Wahan Peene Se Mana Nahi……


Ayyaz:

Peene K Liya Mukadas Jagay Na Duhand Ayyaz,

Ager Tujha Duniya Sa Hi Ba-Khaber Raha Na Hai.

Peene Ki Per Kia Zarorat Hai Khuda Ki Kasam,

Sajda Ma Juka Raha Din Raat Is K Nasha Zindagi Bhair Nahi Utra Ga…….


sunny

suna hai sajday to iblees nan bi kiay boht SUNNY

IS SA CHLA PTA SAJDA BI NAHIEN DAITA KUCH

Bassy
milta hai sab kuch sajde me 'bassy'
jo na mile to apne dil ko saaf kardena...


Just see the controversi..... <3


Bassar

bassar@aol.in

0 comments:

Post a Comment